Yeh pyaar jab pyaar deta hai na kismat savaar deta hai
Jannat ka didaar deta hai
Zindgi ko ek naya khumaar deta hai
Her pal ki khushi or bin baat ki hansi deta hai
Naye-2 sapno or rangeeneiyo se bhari raat deta hai
Khuli aankhon mein sapne or chere ko nayi pehchaan deta h
Or jab yahi pyaar chhin jaaye toh sach mein
Quyamat-e-didaar deta hai
Zindgi dushwaar ker deta hai
Nam aankhon mein boondon ki bochaar deta hai
Kahi siskiyon se bhari raatein deta hai
Toh saavan mein gum-e-bahaar deta hai
Tanhaaiya or akelapan beshumaar deta hai
Sach yeh pyaar jab pyaar deta hai toh patjhad ko bahaar ker deta hai
Or gar chhin jaaye toh zindgi ko viraan ker deta hai.

A candle within me
ReplyDeleteA small flame burning,
Fueled by your eyes, your laughter, your astonishing smile.
amazing comparison ! very well written
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete